People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Tu Meri Mehboobaa
Singer: Amit Kumar
Music: R.D.Burman
Lyricist: Yogesh
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamaare-Tumhare/Tu-Meri-Mehbo
tu meri mahbuba hai ham teri aashik hai
chodenge nahi tujhko hum
tu meri mahbuba hai ham teri aashik hai
chodenge nahi tujhko hum
tu jaha jayegi hamko hi payegi
haye re mar jayenge mit jayenge
tere piche hum to sanam
tu meri mahbuba hai ham teri aashik hai
chodenge nahi tujhko hum
tu jaha jayegi hamko hi payegi
haye re mar jayenge mit jayenge
tere piche hum to sanam

hamne bhi khayi hai sunlo kasam
tum par jawani lutadenge sanam
hamne bhi khayi hai sunlo kasam
tum par jawani lutadenge sanam
phir bhi tu na mani
to itna samjh le rani
haye re mar jayenge mit jayenge
tere piche ham to sanam
tu meri mahbuba hai ham teri aashik hai
chodenge nahi tujhko hum

chhodo ada ab to inkar ki
bate karo hamse tum pyar ki
chhodo ada ab to inkar ki
bate karo hamse tum pyar ki
kyu chuda ke palla jan alha alha
haye re mar jayenge mit jayenge
tere piche ham to sanam
tu meri mahbuba hai ham teri aashik hai
chodenge nahi tujhko hum
tu meri mahbuba hai ham teri aashik hai
chodenge nahi tujhko hum
Kuchh Tum Karo Kuchh Hum Karo
Music: R.D.Burman
Lyricist: Yogesh
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamaare-Tumhare/Kuchh-Tum-Kar
kuch tum karo kuch ham kare
miljul ke kuch gum kam kare
kuch tum karo kuch ham kare
miljul ke kuch gum kam kare
kuch tum karo kuch ham kare
miljul ke kuch gum kam kare
kuch tum karo kuch ham kare
miljul ke kuch gum kam kare

ha papa wo to samhje par dukh kaise kam kare
acha pappu nitin suno tum dono jake lakdi lao
ajay vijay dandi lao are bitiya hath batao
maya devi aag jalao rukhi sukhi jo bhi mile
bat ke kha le agar kaisi bhi ho dukh ki ghadi
haste hue jaye gujar sath hai jab pariwar hamara
phir kyu dukh se ham dare kuch tum karo kuch ham kare
miljul ke kuch gum kam kare kuch tum karo kuch ham kare
miljul ke kuch gum kam kare

papa khana to ho gaya ab sone ka kya kare
wo bhi miljul ke baksa lao sath milao are palang banao
or so jao bhiaya mere raja jaise
bahna meri rani jaisi papa mile sabko aise
mummy mile sab ko aisi tum jaise bacho pe akhir
naj na kaise ham kare kuch tum karo kuch ham kare
miljul ke kuch gum kam kare
kuch tum karo kuch ham kare
miljul ke kuch gum kam kare

ruth ke jo chale gaye chalo mana laye unhe
jane bhi do bhulo use apno ka gum na ho jise
pyar kiya hai hamne jinko maf unhe bhi ham kare
kuch tum karo kuch ham kare
miljul ke kuch gum kam kare
kuch tum karo kuch ham kare
miljul ke kuch gum kam kare

pyar dil me agar hai tumhare to phir
jan lo ye sada jeet hai jiwan hai ye kya ek
hasta hua pyar ka hi madhur geet hai
palko ke tale rahne do
khile jiwan ke madhur sapne
pyar sabse karo tum sabhi ke bano
hai tumhare sabhi apne
Achha Chalo Ji Baba Maaf Kardo
Music: R.D.Burman
Lyricist: Yogesh
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamaare-Tumhare/Achha-Chalo-J
acha chalo ji baba maf kar do bure dino ka chakkar hai
hai dusre ghar me rahu ketu chothe ne baitha sanichar hai
acha chalo ji baba maf kar do bure dino ka chakkar hai
hai dusre ghar me rahu ketu chothe ne baitha sanichar hai
acha chalo ji baba maf kardo

shukar sani rahu ketu abhi tuhare dheele hai
phir kyu armaan tere dil ke shama rangile hai
meri balli meri pyari lalli lagi kya jane tujhme sakkar hai
acha chalo ji baba maf kar do bure dino ka chakkar hai
hai dusre ghar me rahu ketu chothe ne baitha sanichar hai
acha chalo ji baba maf kardo

dhobhi ke kute jaisa dhobhi ke kute jaisa
na ghar ka na ghat ka hu jis par koi nahi baitha
mai khatmal us khat ka hu tu sakal se mujhko khatmal
se to jayada lagta machhar hai
machhar acha chalo ji baba maf kar do
bure dino ka chakkar hai hai dusre ghar me rahu ketu
chothe ne baitha sanichar hai acha chalo ji baba maf kardo

is bedard jamane me dal na apni galne ki
chal beta tyari karle dur yaha se chalne ki
meri na hai dekh meri ha hai na samjha tu bhi kya ghanchakkar hai
acha chalo ji baba maf kar do bure dino ka chakkar hai
hai dusre ghar me rahu ketu chothe ne baitha sanichar hai
acha chalo ji baba maf kardo
Moh Pe Banke Bihari
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D.Burman
Lyricist: Yogesh
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamaare-Tumhare/Aa-Ha-Haa-Nai
naino ke wo are mar gayo haskar kaskar baan
ab more man pe more tan pe tam tai
man pe tan pe man pe tan pe
are sur se bhatka bhatak mat dhunde prem nishan
jadu daar gayo re mohpe bake bihari
jadu daar gayo re mohpe bake bihari
ja da yo pe ba bihari jadu daar gayo re mohpe bake bihari

mere manwa ki kali phulwa ban ke khili
mere manwa ki kali phulwa ban ke khili
jab se manmohana se mili bhuli ma ghar angana gali
tere bin ab mohe kuch na suhaye daiya
man me tarang ang ang me umang
dhadkan sang sang aj kaisi ye bhagat hai
badli hai chal dhal mukh bhaiyo lal lal
holi ke bin gulal gal pe sajat hai
tu mere man me basa meri dhadkan me basa hai
tu mere man me basa meri dhadkan me basa hai
kitna sunder kitna manmohak

aisa karte dono shant vatavaran me vichran karte hai
are dekhi jab manmohan ki chata boli radha ghunghat hata
are tere charno me bite mori umar sari
jadu dar gayo re mohpe bake bihari
jadu dar gayo re mohpe bake bihari
jadu dar gayo re mohpe bake bihari

aisa karte hai jara visram karke phir jagenge
jago are jago are jago sone wale varvadhu
itni jaldi nidra me tallin ho gaye jgenge sab ko jagayenge hum
rat bhar ek fasana sunayenge hum phir fasane ke har ek ilfaz par
dil ke masum dil ke masum dil ke masum tute hue saj par royenge
kabhi muskurayenge ham muskurayenge ham
are ye kya ho gaya ham kaha se kaha aa gaye
sastri sangeet gavaiye anup shankar ki dhoti
lapet kat kawal marammat khan bardaf ka
chudidar pazama kaise pahan liya

parlay parlay are sankh bajao bajao
hari hari hari hari hari hari hari hari hari hari hari hari
jab jab bhaktan par bheed padi tab tab bhaktan ki peed hari
gaye tere jo bhajan yaha log lugai sune unki kanhaiya ke bigdi banai
kaha soye ho parbhu ab meri bari ayi bol bol bol meri nind kyu udayi
mai bhi hu tumhara bacha pyara pyara acha acha
tumne kaha meri jaan fasayi

are hari hari hari hari hari hari are hari hari hari hari hari hari
are koi deepak lao bati lao machis ki dibiya lao
aag laga do aag laga do aag laga do aag laga do
aag laga do aag laga do jadu dar gayo re he he he
bhairvi bhairvi sawera ho gaya kya
Aaj Safar Me Tumne Kyun-1
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D.Burman
Lyricist: Yogesh
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamaare-Tumhare/Hum-Aur-Tum-T
hum aur tum the sathi
abhi hai kal ki bat
aaj safar me tumne kyu
chhod diya mera sath
hum aur tum the sathi
abhi hai kal ki bat
aaj safar me tumne kyu
chhod diya mera sath

jalta hai dil mai phir bhi khamosh hu
jalta hai dil mai phir bhi khamosh hu
tumse karu mai shikva kya dosh du
humare tumhare
humare tumhare armaano ki ye kaise
lut gayi barat
aaj safar me tumne kyun
chhod diya mera sath

kaise hai ye andhere dhalte nahi
kaise hai ye andhere dhalte nahi
milo talak ujale milte nahi
humare tumhare
humare tumhare jivan me kaise aayi
ye adhiyari raat
aaj safar me tumne kyu
chhod diya mera sath

jee chahta hai chhod du duniya teri
jee chahta hai chhod du duniya teri
marne na de mujhe magar mamta meri
humare tumhare
humare tumhare sapne jo sach huye the
thame hai mera hath
aaj safar me tumne kyu
chhod diya mera sath
Aaj Safar Me Tumne Kyu
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D.Burman
Lyricist: Yogesh
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamaare-Tumhare/Hum-Aur-Tum-T
ham aur tum the sathi, abhi hai kal ki bat
aaj safar me tumne kyo, chhod diya mera sath
ham aur tum the sathi, abhi hai kal ki bat
aaj safar me tumne kyo, chhod diya mera sath

jalta hai dil main phir bhi khamosh hu
jalta hai dil main phir bhi khamosh hu
tumse karu kya sikwa kya dosh du
hamare tumhare, hamare tumhare
armano ki ye kaise lut gayi barat
aaj safar me tumne kyu chhod diya mera sath

kaise hai ye andhere dhalte nahi
kaise hai ye andhere dhalte nahi
milo talak ujale milte nahi
hamare tumhare, hamare tumhare
jivan me kaise aayi ye andhiyari rat
aaj safar me tumne kyu chhod diya mera sath

ji chahta hai chhod du dunia teri
ji chahta hai chhod du dunia teri
marne na de mujhe magar mamta meri
hamare tumhare, hamare tumhare
sapno jo sach hue the thame hai mera hath
aaj safar me tumne kyu chhod diya mera hath

tune kabhi kaha tha marke bhi hum
tune kabhi kaha tha marke bhi hum
tumse kabhi na honge dur sanam
hamare tumhare, hamare tumhare
jiwan ki har dagar pe hatho me honge hath
bich safar me kyu tum chhod chale mera sath